Saturday, March 12, 2022

Aji Rooth Kar Ab Kahan Jaiyega | Lata Mangeshkar | Arzoo 1965 Songs | Sa...

1 comment:

  1. Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega
    Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega
    Aji rooth kar ab
    Nigahon se chhup kar dikhao to jaanein
    Khayalon mein bhi tum na aao to jaanein
    Aji lakh pardon mein chhup jaiyega
    Aji lakh pardon mein chhup jaiyega
    Nazar aaiyega, nazar aaiyega
    Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega
    Aji rooth kar ab
    Jo dil mein hain hothon pe lana bhi mushkil
    Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
    Nazar ki zubaan se samajh jaiyega
    Nazar ki zubaan se samajh jaiyega
    Samajh kar zara gaur farmaiyega
    Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega
    Aji rooth kar ab
    Yeh kaisa nasha hai, yeh kaisa asar hai
    Na kaabu mein dil hai na bas mein jigar hai
    Zara hosh aa le chale jaiyega
    Zara hosh aa le chale jaiyega
    Thehar jaiyega, thehar jaiyega
    Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega
    Aji rooth kar ab kahan jaiyega
    Jahan jaiyega hamein paiyega

    ReplyDelete